आनन्द के लुटे खजाने भाई, सतगुरु के दरबार में लिरिक्स
आनन्द के लुटे खजाने भाई, सतगुरु के दरबार में लिरिक्स इन हिंदी
आनन्द के लुटे खजाने भाई, सतगुरु के दरबार में ।।
कोठी बंगले कारो की भाई, कमी नही उनके पास में ।
वो भी यु कहते ह, हम सुखी नही संसार में ।।
धन में सुख और देखने वालो, धनवानो से पूछ लो ।।भाई ।
एक पल की फुर्सत नाही, जीवन के विचार में ।।
भाई बंदु कुटुंब कबीला, जितना लम्बा परिवार।
देखे रोज कचहरी, आपस के तकरार में ।।
ना सुख घर में रहने से ,ना सुख वन में जाने से ।
गुरु भोला नाथ समझावे, सुख ह आत्म विश्वाश में ।।
Anand ke lūṭe khazane bhai bhajan lyrics
Anand ke lute khazane bhai,
Satguru ke darbaar mein.
Kothi bangale kaaro ki bhai,
Kami nahi unke paas mein.
Wo bhi yu kahte hain, hum sukhi nahi sansaar mein.
Dhan mein sukh aur dekhne waalo,
Dhanwaano se poochh lo bhai,
Ek pal ki fursat nahi,
Jeevan ke vichaar mein.
Bhai bandhu kutumb kabeela,
Jitna lamba parivaar.
Dekhe roz kachahri,
Aapas ke takraar mein.
Na sukh ghar mein rehne se,
Na sukh van mein jaane se.
Guru Bhola Nath samjhaave,
Sukh hai aatma vishvaas mein.
No video available
Leave Message